WordPress Blog Me Custom Home Page Layout Kaise Design Kare

Apne blog ko Ek succeccfull blog banane ke liye blog ka design bahut important hai. Jitna badiya blog ka design rahega utna visitor attract honge, aur blog ka design hamesha visitor ko dhyan rakhte huwe karna chahiye. Jitna easy rahe utna achha rahta hai, aur iske liye wordpress perfecthai. WordPress Blog bahut flexible hota hai. isme apne blog ke anusar home page, post page design kar sakte hai, agar cording karna nahi ata ho to bhi plugin ke madad se kar sakte hai,

 Read More  •  Perfect SEO-Optimized Article Kaise Likhe WordPress Blog Me

To chaliye jante custom home page kaise design karte hai,

Design karne ke liye bahut sare page builder plugin ate hai, but inme sabse achha ‘Visual composer’ hai ise install kare,

Page option me jaye, ‘Add new page’ open kare.

New page me visual composer ka option hoga ‘Backend Editor’ to Backend Editor me click kare,

custom home page design

Backend Editor me click karne ke bad yaha 3 option hoga.

hom3

  1. Add element – yaha bahut sara widget, block, bahut sara option hoga, jise aap page me lagana chahte laga sakte hai,
  2. Add text block –  cording kar sakte hai
  3. Add template – yaha bahut sara pahle design kiya huwa template milega,

Yaha ap page Layout kis type me rakhna chahte hai design kar sakte hai, design karne ke bad kisi nam se save kar le,

Iske bad apna blog ka setting me click kare aur reading option jaye,

Yah aapko  front page set karna hai,

Front Page Display  >> A static page

home page

 

Front page  –  jo page home page ke liye design kiye hai use select kare,
Post page  –  ye post page ke liye hai,, agar ise normal hi rakhna chahte hai to empty rahne de

Uske bad save kar le bas ho gaya, Ab home page me ja ke dekh sakte hai, apne jo layout design kiya hai wo show ho raha hoga,

Read More  •  Blog Me Floating Social Media Share Button Kiase Lgate hai.

Agar ab bhi page design karne me koi problem ho to comment se puche,

9 Replies to “WordPress Blog Me Custom Home Page Layout Kaise Design Kare”

  1. बहुत ही बढि़या जानकारी प्रस्‍तुत की हैै आपने। आपके बताए तरीके से वर्डप्रेस मैनेज करना आसान हो जाएगा।

  2. kaafi achchi jankaari di hai sir ji aapne. baho se log default hi use karte hai. lekin unique use karna achcha rahate hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *