WordPress Blog Ko Google Webmaster Tool Me Submit ur Verify kaise karte hai

Agar aap blogging kar rahe honge to aapko malum hoga ki blog ko google search console me submit karna kitna important hai, normally har koi blogging start blogspot se hi karta hai aur kuch tym bad wordpress me shift ho jata hai. To jis type se ham blog ko google webmaster, yahoo, bing,  yandex se Connect Karte hai.  usi type hame wordpress bog ko bhi Connect Karna rahta hai apne blog ko search result me lane ke liye, qki jabtak hamara blog serach result me ayega nahi tabtak hame achha traffic nahi mil sakta , sath me  webmaster hamare site me kuchh error ho use bhi batata hai,

To chaliye jante hai wordpress blog ko google webmaster tool se kaise verify karte hai

Sabse pahle google webmaster me login kare, aur Add A property me Click Kare,

submit blog on webmaster

Apna Blog Ka url dale aur continue (Add) me click kare,

Add karne ke bad verify ka option ayega, Usme Meta Tag Code ko copy kar le,

Wordpress Blog Verify On Google Webmaster

WordPress blog ko google webmaster me verify 3 tariko se kar sakte hai,

  1. HTML & Meta tag
  2. HTML file upload kar ke.
  3. DNS record verify kar ke.

To aap HTML meta tag se kare,

Meta Tag

Meta tag se verify karne ke liye wordpress me plugin ka use karna padega. Aap plugin ke jariye aram verify kar kar sakte,iske liye bahut sara plugin ata hai jaise, Yoast Seo, Insert Header And Footer And All In Seo, to mai yaha aapko yoast seo plugin se verify karne ke bare bata raha hun, waise yoast seo plugin seo ke liye bahut important plugin hai , to sabse pahle yoast seo plugi install kare aur activate kar le,

Uske bad apna blog ka dashboard me jaye aur niche left side dekhe SEO likh hoga usme click kare,

SEO>>>Dashboard>>>Webmaster Tool,

Uske bad dekhe  google serach console likha hoga uske bagal me blank hoga usme meta tag code ko paste kare uske bad save kar le,

Wordpress Blog Verify On Google Webmaster

Save karne ke bad google webmaster tool me jaye ‘verify’ me click kare aur verification complete kare, bas ho gaya hai verification,

Koi Sawaal ho to kripya comment se puchhe,

One Reply to “WordPress Blog Ko Google Webmaster Tool Me Submit ur Verify kaise karte hai”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *