Continue reading “Google Adsense Me Account Kaise Banate Hai step by step”
किसी भी वेबसाइट का कंटेंट (पेज) कॉपी कैसे करे – How to Copy a Website Content in Hindi
कई बार हमें किसी वेबसाइट Content (Page) पसंद आ जाता हैं, जिसे हम Save करके अपना वर्डपैड में रखना चाहते हैं। पर दिक्कत ये आ जाती हैं की उस Website का कंटेंट कॉपी नहीं हो पाता हैं। कॉपी करना Allow नहीं रहता हैं। जिसमे Right Click Disable, या Copy करने से छोटा सा पार्ट कॉपी होता हैं और साथ में Link भी आ जाता हैं या फिर कॉपी ही नहीं होता हैं। अगर ऐसा आपके साथ भी दिक्कत हैं तो मैं यहां आपको ऐसा तरीका बताउंगा जिससे आसानी से किसी भी वेबसाइट का आर्टिकल कॉपी कर सकते हैं। तो चलिए जाने… Continue reading “किसी भी वेबसाइट का कंटेंट (पेज) कॉपी कैसे करे – How to Copy a Website Content in Hindi”
WordPress में दूसरी Web Hosting पर WordPress Migrate कैसे करे
WordPress Me Another Webhosting Par Migrate Kaise – WordPress Blog Ko Another Hosting Server Par Migrate Kaise Kare – A Step By Step Guide to Migrating Your WordPress Website To A New Web Host in Hindi
Continue reading “WordPress में दूसरी Web Hosting पर WordPress Migrate कैसे करे”
Website Par Traffic Kaise Badhaye 100%Work : Traffic Q Nhi Badhta?
Jo blogging karte hain unhe pata hai blog ke liye traffic kitna important hain. Aatma ke bina body jaisa mara hua hain. Usi tarah bina traffic ka blog hain, kahne-sunne ko to bahut kuch ata hain ki aisa karo – waisa karo traffic badh jayega. Continue reading “Website Par Traffic Kaise Badhaye 100%Work : Traffic Q Nhi Badhta?”
WordPress Blog Me Custom Home Page Layout Kaise Design Kare
Apne blog ko Ek succeccfull blog banane ke liye blog ka design bahut important hai. Jitna badiya blog ka design rahega utna visitor attract honge, aur blog ka design hamesha visitor ko dhyan rakhte huwe karna chahiye. Jitna easy rahe utna achha rahta hai, aur iske liye Continue reading “WordPress Blog Me Custom Home Page Layout Kaise Design Kare”
WordPress Blog Ko Google Webmaster Tool Me Submit ur Verify kaise karte hai
Agar aap blogging kar rahe honge to aapko malum hoga ki blog ko google search console me submit karna kitna important hai, normally har koi blogging start blogspot se hi karta hai aur kuch tym bad wordpress me shift ho jata hai. Continue reading “WordPress Blog Ko Google Webmaster Tool Me Submit ur Verify kaise karte hai”
Perfect SEO-Optimized Article Kaise Likhe WordPress Blog Me
Good traffic pane ke liye ham bahut kuch karte hai, but post search engine friendly nahi rahega to kuch bhi karne pe hame badiya traffic nahi milega, because search engine hi hame badiya traffic pane me help karta, par iske liye hame SEO-optimized articles post karna padega uske bad hmare post search engine me achha rank milega, Continue reading “Perfect SEO-Optimized Article Kaise Likhe WordPress Blog Me”
Hostgator Ke cpanel Me WordPress Kaise Install kre [With Pictures]
Blogging ke liye sabse achha platform wordpress hai. Kyuki ise istemal karna bahut hi asan hai. world me 25% log wordpress ka istemal karte hai apne website ke liye.
WordPress Ek paid service hai iske liye hosting purchase karni padti hai, hosting ke liye sabse achha service hostgator ki hai. Aur hostgator bahut sare hosting plan offer karti hai. agar aap sasta me achha hosting khoj rhe hai to hostgator ka shared baby plan choose kar sakte hai ye aapko 400-500 Rs monthly aa jayega . hostgator ka page loading bhi bahut fast jo website ke liye bahut jaruri hai. Sabse badi bat hostgator ka customer care se aap hindi me bat kar sakte hai.
Also read – Facebook Ac Hack Kaise Kare – 100% Work 2016 Easy
Agar aapne hosting purchase kar li hai to aapko Apna Domain Registration karna padega agar aap hostgator se hi domain liye hai to iski jarurat nahi hai. But dusre site se domain liya hai to domain wale site me jake Nameserver Update Kar Le. Update Hone Me 24hr lagta hai..
Name sarver update hone ke bad hostgator ka C Panel me wordpress install karna padega uske bad aap wordpress use kar sakte hai .
To cahliye jante hai hostgator ke cpanel me wordpress kaise install karte hai.?
Hostgator me wordpress install karne ka 2 tarika hai
- Manual
- Quick install
- Manual me apko wordpress ke official website me ja ke pahle wordpress software download karna padega uske bad aap manually ise install kar sakte hai.
- Quick install me hostgator ke c panel me sirf form fill- up karna hai. I mean sirf step by step apko apna website ka information dalna hai. Aur 5 minute ke andar install ho jayega. Isliye mai to kahunga aap quick install hi kare.
Also read – Free Me Google Se Paisa Kaise Kamaye
Hostgator ke c panel me wordpress ko quick install kaise karte hai step by step
Sabse pahle Hostgator account ke cpanel me login kre, Scroll kare aur niche dekhe
Wha pe software and service ka section hoga usme quick install me click kare,
- software/Services section >>> quick install
Ab jo nya page open hoga us page ke left side me dekhe popular install ke niche wordpress likha hoga
- wordpress me click kare
- install wordpress me click kare
Form ko fill-up kare
- apna domain name select kare
- yha khali chod de…(automatic le lega)
- Email Id Dale
- Blog ka title dale (as your wish)
- Apna user name dale (kis nam se aap login karenge)
- Apna pahla name
- Dusra nam
- Install WordPress Pe Click Kare
Kuch time wait kare, install complete hone ke bad apka wordpress user name and password right side upar show hoga, jaisa image me diya hua hai,,,ya fir jo email id dale hai usme check kare user name ur password mil jaye wha pe wordpress login ka link bhi hoga,,
Waise login karne ke liye is type ka link hoga
Jaise – http://yourdomain.com/wp-admin/
Ab apka wordpress install ho gya agar aap dns record aur name server update nahi kiye hai to use 24hr ke andar kar le
Install karne me koi paresani aye ya blogging sambandhit koi sawal ho to comment se puche,
Blog Me Floating Social Media Share Button Kiase Lgate hai.
Continue reading “Blog Me Floating Social Media Share Button Kiase Lgate hai.”